HomeFacts

फलों से जुड़े अनसुने रोचक तथ्य Facts of Fruits in Hindi

Like Tweet Pin it Share Share Email

(1) Duniya me Sabse pahla fruit Banana hai. (2) Duniya ka sabse produce hone wala fruits tamatar hai.  (3) Banana really me ek fruits nahi hai, yah ek jadi booti hai. (4) Bachho ko sabse pahle banana hi khhilaye jate hai, kyoki yah pachane me sabse aashan hota hai.

(5) Banana khane se agar aapke andar kisi ko lekar jalan hai to wo kam ho sakti hai.

(6) Banana bhi paani me swim kar sakta hai.

(7) Apple kam se kam 7000 type ke hote hai.

(8) America ki soap par jo apple becha jata hai wo 1 year purana hota hai.

(9) Apple me 25% hawa(air) hoti hai isliye apple paani me swim kar sakte hai.

(10) Ek apple ke tree se 1 year me hum 400 apple le sakte hai.

फलों से जुड़े अनसुने रोचक तथ्य Facts of Fruits in Hindi

(11) Apple ka oil humari skin ke liye bahut hi benefit hota hai.

(12) Medicine lene ke baad angoor khane se aapki death bhi ho sakti hai.

(13) Angoor ko micro web me rakhe jaaye to ye phat jaate hai .

(14) Inshaan ke DNA ka 50% part banana se milta julta hai.

(15) Banana ko kachhe todne ke baad use chemical tarike se pakaya ja sakta hai, lekin angoor ko nahi.

(16) 71% Angoor ka use sharab banana me kiya jata hai.

(17) 1 strawberry  me kam se kam 200 beez hote hai.

(18) Halke colour wali sabjiyo me vitamin “C” ki limit kam hoti hai.

(19) Duniya me sabse jyada pasand kiya jaaane wala fruit “mango” hai , isse fruits ka king bhi kaha jata hai.

(20) Agar kisi tree par lage ananas ko ulta kar diya jaye to yah jaldi pakne lagta hai.

(21) Niboo skin ki safai ke liye sabse acha rahta hai, kyoki isme sabse jyada acid paya jata hai.

(22) Gobhi, tarbooj or  gajar me 90%-92% tak paani hota hai.

(23) Niboo vitamin “C” ki kami poori karne me sabse best hota hai.

(24) Ek sukhhe fruits me taaze fruits se jayda calorie hoti hai kyoki fruits ke sukhh jaane ke baad unme paani ki limitation khatm ho jaati hai.

(25) Bahut adhik limit me fruits or vegetable khane se blood pressure, hard pain, cancer jesi bimariyo se bhi bacha ja sakta hai.

(26) Daily subah angoor khane se 1.5 kg. tak wajan kam ho sakta hai, yah diabetes se bhi bachata hai.

(27) Lichi ke beez kabhi nahi khane chahiye kyoki yah jahrile hote hai.

(28) Santra khane se humari aankhe sahi rahti hai.

(29) Neele or bengani colour ke fruits memory ko strong banate hai.

(30) Laal fruits humare dil ko strong banate hai.

loading...

Comments (0)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *